Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

 Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

If you want to read or see more Quotes & Poetry then visit our other pages. Where you will find



3) Sad Poetry







and Much More. Our Website is updated on a daily basis related to Poetry and Quotes. 


Keep Visiting. Keep Supporting Us Encouraging Us Thanks

__________***__________


Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
جب انسان کی عقل مکلمل ہو جاتی ہے
تو اس کی گفتگو مختصر ہو جاتی ہے

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Jab Insan Ki Aqal Mukamal Ho Jati Hai
To Us Ki Guftgu Mukhtasir Ho Jati Hai

Hazrat Ali said:
When human intellect is complete
So his conversation is cut short

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
جھوٹ بول کر جیتنے سے اچھا ہے
تم سچ بول کر ہار جاؤ

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Jhoot Bol Kar Jeetny Se Acha Hai
Tum Sach Bol Kar Haar Jao

Hazrat Ali said:
Better than winning by lying
You lose by telling the truth

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
پریشانیاں حالات سے نہیں
خیالات سے پیدا ہوتی ہیں

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Pareshaniyan Halaat Se Nahi
Khyalat Se Paida Hoti Hain

Hazrat Ali said:
Problems are not caused by circumstances
Thoughts arise

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
عقل مند ہے وہ شخص
جو انجام سوچ کر کام کرے

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Aqal Mand Hai Wo Shakas
Jo Anjaam Sooch Kar Kaam Kare

Hazrat Ali said:
That person is wise
Who works with the end in mind

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
اگر کوئی تم سے جلتا ہے تو
بجائے غصی ہونے کے
اُن کی جلن کی قدر کرو کیونکہ یہی
وہ لوگ ہیں جو تمہیں خود سے بہتر سمجھتے ہیں

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Agar Koi Tum Se Jalta Hai To
Bajaye Gussa Hony K
Un Ki Jalan Ki Qadar Karo Kiun K Yehi
Wo Log Hain Jo Tumhen Khud Se Behtar Samjhty Hain

Hazrat Ali said:
If someone is angry with you
Instead of being angry
Appreciate their irritation because that's what it is
They are people who consider you better than themselves

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
دو چیزیں ایسی ہیں جن کے ثواب کا
وزن نہیں ہو سکتا
معافی
عدل

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Do Cheezen Esi Hain Jin K Sawaab Ka
Wazan Nahi Ho Sakta
1) Maafi
2) Adaal

Hazrat Ali said:
There are two things that have a reward
Cannot be weighed
Forgiveness
Justice

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
اس کو دعست مت بناؤ
جو کسی محفل میں آپ کو شرمندہ کرے
خواہ وہ مزاق ہی کیوں نہ کر رہا ہو

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Us Ko Dost Mat Banao
Jo Kisi Mehfil Main Ap Ko Sharminda Kare
Khwa Wo Mazak He Kiun Na Kar Raha Ho

Hazrat Ali said:
Don't make it a mistake
Who will embarrass you in a party
Even if he is joking

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
سب سے زیادہ غنی وہ شخص ہے جو
اللہ تعالیٰ کی تقسیم پر راضی ہے

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Sab Se Zayada Ghani Wo Shakas Hai Jo
Allah Ki Taqseem Par Raazi Hai

Hazrat Ali said:
The richest person is the one who
Allah is pleased with the division

__________***__________

Best Quotes of Hazrat Ali(R.A) in Urdu | Islamic Quotes in Urdu - Qasiwrites

حضرت علیؓ نے فرمایا
لوگوں کے غلام مت بنو جب
اللہ نے تمہیں آزاد پیدا کیا ہے

Hazrat Ali(R.A) Ne Farmaya:
Logon K Gulam Mat Bano Jab
Allah Ne Tumhen Azaad Paida Kiya Hai

Hazrat Ali said:
Don't be a slave to people
Allah has created you free

__________***__________


Post a Comment

0 Comments